Monday, 10 September 2018

Top 3 wesites to Download free books

Download books

Aaj mein aapko koch aisi website k barey mein bataon gha, jaha se aap kese kisi b books ko free mein aap apney smartphone per download kar saktey ho.
Is website ka name hai pdfdrive.com .

1). Pdfdrive.com


Yaha se aap Total 21 category mein Books download kar pao gaye ok. wo b totaly Free mein ,Aur aapko login karney k b zaroorat nahi.
Nichey aap dekh saktey ho iski sari category k naam.

All category

Academic & Education ,Art, Most Popular,
Biography, Business & career, Children & Youth,
Fiction & Literature, Health &Fitness, Lifestyle, Personal Growth, Politics & Law, Religion, Science & Research, Technology.

Aur aap iska ye screenshot b dekh lo.
Mein aapko yaha se download ki hoi , 
Do 2 Most popular books ka links aapko dera ho jiney aap download kar saktey ho ,Aur  is website ko b aap dekh pao gaye.

Book 1.  How to talk to anyone " is book ka


download link Green color mein.
Link 1 ..Click Here ....To....Download....



Book 2."How to devlope a perfect memory"




Link 2 ..Click Here ....To....Download....


2). Bookboon.com


https://bookboon.com/en/textbooks-ebooks

3). Allitebook.com


http://www.allitebooks.com/computers-technology/page/5/

Dosto ye site b kafi achi hai .
aap ek bar in sab ko check karein muje yaqeen hai ,
aapko ye sari website  kafi kaam deney wali hein, agar aap books pardney k shokeen ho .



Thanks! Friends!


Like karna or comment karna mat bolein plz share karein aapno dosto ko .
                         
                          Page next..



Monday, 3 September 2018

Learn English in urdu pdf |English sikho" 100 din "mein ,Easy English to Urdu"149mb pdf format book".

 " welcome" Hi Friends kese ho aap log?

Friends agar aapki English language weak hai ya
aapko bilkul b ni aati ,jiski waja se aapko kafi dekto
kaa samna karna pardra hai.

 Aap sab jantey hee ho k English janna kitna zaroori hogaya hai aaj k time mein aur aagay k liye b .
Iss leye zaroori hai k English bolna ,pardna ,likna ,sabko seekhna  chaye ."aaj" mein iska ek acha  aapko ek esi book k barey mein bataon gha jiski
 help se ,aap English seekho gay Urdu language mein
wo b sirf 100days mein . ye book aap  149mb "PDFformat"mein download kar saktey ho .iska link mein aapko niche mil jayegha .

Book name :Rapidex English Speaking Course in Urdu
Size:(145.07mb).
pages:(448).

01.Download link: click here to download

 
                                  02

             Book  2  English Grammar in urdu "


 "English Grammar in urdu "

Friends aapko mein ek aur pdf English grammar book ka link b dera ho .
Jiski help se aap tenses sikh pao gaye  urdu mein.
"English Grammar in urdu" useful  sabit hogi aapke leye.

English urdu tenses .

pages :(34).
size :(2.10mb).
Download kare "English Grammar in urdu"

02.Download link : click here to download.

                 03


Download kare
"Electrician Courses Book in Urdu"
         
                           page next




Sunday, 2 September 2018

Electrician Courses Book in Urdu





            Electrician Courses Book in Urdu



 Welcome! friends!

Agar aap Electrician course urdu mein karna chatey ho to, aaj mein aapko ek
book ka link dongha jiske koch screenshot aap oper dekh saktey .
ye book 8.7mb PDF format mein hai ,jiske help se aap koch dino mein basic Electronic
k bare mein janjao gay .


Aur ye "PDF Bilkul free mein hai.
Iss book se aap  basic knowlodg le saktey ho.
Iss pdf book mein aap ye
"topics"
sikho gay.

ic Electrical Symbols
Room Wiring
Making an Extension box
Power Inverter voltage Chart
Outlet and Socket
Voltmeter Wiring Diagram for AC and DC
Transformer
What is Current read in Urdu
Single Phase Supply and wiring
Home wiring
Board Banane Ka Tariqa
Two-way switching Ka Tariqa
Main Switch and Circuit Breaker
Earthing and Connection
Safty and Fuses
Learn C.P.R in Urdu

Download kare jo link mene niche diya hai os per
click karein. click kartey hee aapko is pdf book ka
download links mil jayein gay .or phir aapko waha
3 links melein gay jin mein se aapko link one per
click karna hai .
Aur ye pdf file download ho jaye gi.

Agar koi mistake hoi ho to plz comment mein batayein.

Thanks you friends .


Download pdf

https://iqbalkalmati.blogspot.com/2017/09/electrician-courses-book-urdu-pdf.html?m=1


Ek Asi App Jis Ki Help Se Aap Agar Koi Apps Bnao Gaye Aapko "Code" Likhe Ki Zaroorat Ni Parde Gi ,Same Android Studio Ki Tara.

Bnaye Aapna Khud K Apps Bina Code Likhe. Hi Friends ! Aaj Mein Appko Ek Asi Apps k Barey Mein Btaney Jara Ho, Jiski Help Se Aap Koi B ...