Wednesday, 17 October 2018

Articles Likhne Ka Aasaan Tareeka.Ek Month Mein 10 Article Zaroor Likh Pao Gaye.

Kese post likein Aasani se 

Friends Aaj mein Aapko Btaney Wala Hoo Ki Kese Aap
Blog Post Ko Asani se likh saktey ho .

Agar Hum Koi B Post Likhney ki koshish kartein hein to Bahut Mushkil Lagta Hai ,Hum Sochtey Rehtey Hein K Kya Karein Kya Likhein ,Thorda koch Likhte Lekin Mushkil se .

Aaj Isi Barey Mein Apko Bataon Gha K Ye Kaam Kese Asaan Ho sakta hai .

Aur Mein Iskey Liye Kya Karta Ho .

Dosto Aap Jis Topic Pe Post Likhna Chahtey Ho .
Aapko Jo B Post Likhna Ho Aap Oska Title Likhye
Aur Oskey Bad Aap Jo likh Saktey Ho Jitna Aapko Yaad Ho Wo Sab Aap Likh Lijiye Aur Phir Post Ko Publish Ni Karna Sirf Save Kar Lena Hai Draf Mein .

Aur B Jo Post Aap likna Chahtey Ho Oon Sab Ka Aap Tite likh kar Jo Aapko Thorda Kuch Yaad Ho Wo Likh Lijiye Aur  Draf Mein Save karlein .

Iska Fayeda Ye Hai Friends k Agar Aapkey Liye post Likhna Ziyada Mushkil Hai To Aap Post Har Roze Thorda Thorda Add Kartey Rahey Aur Zaroor Kuch Na Kuch Aap post kar payo Gaye .

Mein B Isi trick Ka Use Karta Ho , Aur Mein Mobile Mein  Note  pe Likh k Rakhta Ho Jo kuch Yaad Aata Hai post K Related.
Isey kafi Asaani Hoti Hai post likhney Mein.
Aur Aap zaroor 3_5 Din Mein 3 post Zaroor Likh Pao Gaye .

Thanks friends!




No comments:

Post a Comment

Ek Asi App Jis Ki Help Se Aap Agar Koi Apps Bnao Gaye Aapko "Code" Likhe Ki Zaroorat Ni Parde Gi ,Same Android Studio Ki Tara.

Bnaye Aapna Khud K Apps Bina Code Likhe. Hi Friends ! Aaj Mein Appko Ek Asi Apps k Barey Mein Btaney Jara Ho, Jiski Help Se Aap Koi B ...