Sunday, 30 September 2018

How To Edit Blog HTML Theme In Android. Blog Html Theme Ko Kese Edit karein Android Mein

Blog Html Theme Ko kese Edit Karein Android Mein.

Dosto Aaj Mein Aapko Bataney Wala Ho K , Kese Aap Blog Html Theme Ko Android Mobile Mein Edit Kar Saktey Ho.

Agar Hum Android Mein blog K Ander Theme ko Edit Karney ki koshish Kartey hein To bahut problem hoti Hai Mobile Ek dum Slow Ho Jata Hai , Aur Html mein koch b paste ni karsaktey .
 Aap kese Apney Mobile Mein Edit kar pao Gaye. Aaj Mein yahee Btaney wala Ho .
Jab Aap blog ki Theme Setting mein jao gaye Aap ko koch is tara View Hoga , Niche Screenshot pe Aap Dekh saktey ho.
Aapko right side top per Backup/Restore ka option mila gha aapko isey select karna hai .
Aap ab screenshot dekh saktey ho niche
,

Aapko theme Edit karney ke liye theme download karni parde gi . Aur phir WPS App  pe isey open karna hai.


Aur Edit pe click kar ke 
Theme Edit kar saktey ho , Aur Phir Save kar ke
Wapis Backup/Restore mein ja kar upload pe Click kar ke Aap os file ko Upload kar k save kar lein buss .



No comments:

Post a Comment

Ek Asi App Jis Ki Help Se Aap Agar Koi Apps Bnao Gaye Aapko "Code" Likhe Ki Zaroorat Ni Parde Gi ,Same Android Studio Ki Tara.

Bnaye Aapna Khud K Apps Bina Code Likhe. Hi Friends ! Aaj Mein Appko Ek Asi Apps k Barey Mein Btaney Jara Ho, Jiski Help Se Aap Koi B ...