Tuesday, 30 October 2018

Android Mobile Mein Koi B Applications Kese Banayein Totally Free, Aur Easy B , Download Karein "App"

Koi B "Apps" Banao Apney Android Smartphone Mein. free

Hi Friends !

Aaj Mein Aapko Bataney wala Ho K Agar Aap Koi Apps bnana chahtey Ho Leqin Aapkey Paas Koi Laptop ya Pc Koch  Ni Hai To Aap Bagair Laptop ya Pc K B Aap Aapney Android Smartphone Pe B Pori Tara Programming kar K Aapni Koi B  Apps ,Games,Websites, etc. Ye Sab Kisi B Programming Languages Mein Bna saktey Ho.

Iskey Liye Aapko Download karni Parde Gi   "AIDE"  Apps.
 Iska Playstore Download link ---->

Friends Iss App Ka Ek Barda Fayeda Ye B Hai Aap Iss App Mein ---------------
Java, Python,C++, Html, Aur B Koch Programmings Languages Aap Asaani Se Sekh Pao Gaye.
Aur Aap Screenshot 1.0 Mein Dikh Ree

Sab Apps Bnana Sekhe Saktey Ho Achi Tra Se.

Download Link-----
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.aide.ui

 Thanks for watching !

Like Karein Aur Share Karein 

Wednesday, 17 October 2018

Articles Likhne Ka Aasaan Tareeka.Ek Month Mein 10 Article Zaroor Likh Pao Gaye.

Kese post likein Aasani se 

Friends Aaj mein Aapko Btaney Wala Hoo Ki Kese Aap
Blog Post Ko Asani se likh saktey ho .

Agar Hum Koi B Post Likhney ki koshish kartein hein to Bahut Mushkil Lagta Hai ,Hum Sochtey Rehtey Hein K Kya Karein Kya Likhein ,Thorda koch Likhte Lekin Mushkil se .

Aaj Isi Barey Mein Apko Bataon Gha K Ye Kaam Kese Asaan Ho sakta hai .

Aur Mein Iskey Liye Kya Karta Ho .

Dosto Aap Jis Topic Pe Post Likhna Chahtey Ho .
Aapko Jo B Post Likhna Ho Aap Oska Title Likhye
Aur Oskey Bad Aap Jo likh Saktey Ho Jitna Aapko Yaad Ho Wo Sab Aap Likh Lijiye Aur Phir Post Ko Publish Ni Karna Sirf Save Kar Lena Hai Draf Mein .

Aur B Jo Post Aap likna Chahtey Ho Oon Sab Ka Aap Tite likh kar Jo Aapko Thorda Kuch Yaad Ho Wo Likh Lijiye Aur  Draf Mein Save karlein .

Iska Fayeda Ye Hai Friends k Agar Aapkey Liye post Likhna Ziyada Mushkil Hai To Aap Post Har Roze Thorda Thorda Add Kartey Rahey Aur Zaroor Kuch Na Kuch Aap post kar payo Gaye .

Mein B Isi trick Ka Use Karta Ho , Aur Mein Mobile Mein  Note  pe Likh k Rakhta Ho Jo kuch Yaad Aata Hai post K Related.
Isey kafi Asaani Hoti Hai post likhney Mein.
Aur Aap zaroor 3_5 Din Mein 3 post Zaroor Likh Pao Gaye .

Thanks friends!




Friday, 12 October 2018

Custom Robots.txt Kese Enabled Karein.

"Custom Robots.txt " ko kese set karein.

Friends mein aapko bataon gha k aap blog ki setting mein custom robots.txt ko kese enable karein.

Aapko sab se pehlein screenshot dekh lijiye 

  1. Aapko kya  karna hai aapney blog ki setting mein jana hai .

Search prefrences mein jana hai phir custom robots.txt ? Ko Edit karna hai Ab Aapko 
yes select karna hai .
Ab Aapko Jo code  niche bracket k ander select kya hua hai  , is code ko copy karna hai
User-agent: Mediapartners-Google Disallow: User-agent: Disallow: /search Allow: / Sitemap: www.baimytechtipsandtricks.blogspot.com /feeds/posts/default?orderby=updated  )
Phir is code aapko paste karna custom robot.txt edit  mein .
Ab aapko is code k under thorda sa badlao karna hai.
Aapko is code mein jo mene red color mein select kya hua hai niche ,aap iski jagah aapko aapni site dalni  hai.
(
User-agent: Mediapartners-Google Disallow: User-agent: Disallow: /search Allow: / Sitemap: www.baimytechtipsandtricks.blogspot.com/feeds/posts/default?orderby=updated
)
Baki koch ni cahnge karna .
phir  save changes per click kar k save kar lena hai.




Ek Asi App Jis Ki Help Se Aap Agar Koi Apps Bnao Gaye Aapko "Code" Likhe Ki Zaroorat Ni Parde Gi ,Same Android Studio Ki Tara.

Bnaye Aapna Khud K Apps Bina Code Likhe. Hi Friends ! Aaj Mein Appko Ek Asi Apps k Barey Mein Btaney Jara Ho, Jiski Help Se Aap Koi B ...