Sunday, 30 September 2018

How To Edit Blog HTML Theme In Android. Blog Html Theme Ko Kese Edit karein Android Mein

Blog Html Theme Ko kese Edit Karein Android Mein.

Dosto Aaj Mein Aapko Bataney Wala Ho K , Kese Aap Blog Html Theme Ko Android Mobile Mein Edit Kar Saktey Ho.

Agar Hum Android Mein blog K Ander Theme ko Edit Karney ki koshish Kartey hein To bahut problem hoti Hai Mobile Ek dum Slow Ho Jata Hai , Aur Html mein koch b paste ni karsaktey .
 Aap kese Apney Mobile Mein Edit kar pao Gaye. Aaj Mein yahee Btaney wala Ho .
Jab Aap blog ki Theme Setting mein jao gaye Aap ko koch is tara View Hoga , Niche Screenshot pe Aap Dekh saktey ho.
Aapko right side top per Backup/Restore ka option mila gha aapko isey select karna hai .
Aap ab screenshot dekh saktey ho niche
,

Aapko theme Edit karney ke liye theme download karni parde gi . Aur phir WPS App  pe isey open karna hai.


Aur Edit pe click kar ke 
Theme Edit kar saktey ho , Aur Phir Save kar ke
Wapis Backup/Restore mein ja kar upload pe Click kar ke Aap os file ko Upload kar k save kar lein buss .



Saturday, 15 September 2018

Important New Blogger Blog Settings, Aur blog basic full course karein. hindi urdu videos

Blog ko rank karne  ki koch setting 

Dosto humeed karta ho k aap sab log thk hein.
Friends aaj aapko koch Aisi setting k barey mein bataongha jo aapko aapney blog mein karni zaroori hein ,warna aap ka blog google search engine mein rank ho paye gha .
Chalye shuro kartein hein.
Ye setting aapko post publish  karnese pehlein  ya baad mein b kar saktey ho ye zaroori hai. 
Aapko sab se pehlein blog open karna  hai 
Oski setting mein jana hai .
Jab aap setting per click karein gaye to aap k samney koch is tara samney aye gha
Screenshot ki help se samjiye

META TAGS description
Meta tags ko jab aap Edit karo gaye tab aapko oskey description mein aapko aapka blog jis barey mein jisjis topic k  related aap apney blog mein content upload kartey ho ,osi k barey mein aapko linkna jese aap ooper dekh saktey ho secreenshot mein .waha per mene aapney blog k related description likha hai . Isi tara aapko b apney blog k Meta tags description mein likna hai .
Next  aapko Custom robots header tags?
Is setting mein aapko kya karna hai ye b aap screenshot k help se samjiye .


Jab aap ise Edit karo gaye aapko  YES select karna hai or phir oskey bad aap screenshot mein mene jaah ✓ tick kya hua hai aapko b waha waha pe select karna hai or phir Save change   
Pe click kar k save kar lena hai, bus ye setting complete hogayi hai.

Friend jo mene abi taq bataya hai iskey alawa aur kya kya aapko jannna chaye ziyada views ,ranking, bardaney k liye,
To aapko aur DOFOLLOW BACKLINKS KYA HAI AUR KESE BANAYE
SITEMAP KYA HAI 
WEBMASTER TOOL KYA HAI AUR, BLOG YA WEBSITE K LIYE ISKA KESE USE KARE.
SEO KYA HAI.

Ye sab aap janney k liye aap videos dekh sakto hindi mein .
videos hindi mein hai , aur ye sarai jankari aapko achi tara se samanj aaye gha . Videos mein aap pora blogging k related course kar saktey ho free mein.


Aapko videos ki madat se seekhna hogha



2WEBSITE PAR QUALITY DOFOLLOW BACKLINKS KAISE BANAYE [BEST TRICKS 2018]
BLOGGING FULL COURSE VIDEO.

Blogger SEO TUTORIAL VIDEO Playlists LINK -
Click kare> ALL Watch video

2. BLOGGING FULL COURSE VIDEO -

Thanks friends!
Aapko ye jankari achi to like karein share karein
Comment kar saktey ho .

Wednesday, 12 September 2018

Download 3 Most papular books .Ye Books Aapko Zaroor Pardni Chayein

    Ye 3 Books Aapko Zaroor Pardni Chayein

                

                                 Book   (1)

            "The 7 Habits of Highly Effective People"
           The 7 Habits of Highly Effective People"



                 

                       ...Click ...Here ...To Download...   




                                   Book   (2


 "Thinking-skills-critical-thinking-and-problem-solving"

                     





                 
                               Book    (3)
     
"The-power-of-your-subconscious-mind"

                    

                       Click...Here...To...Download..


                                  














Monday, 10 September 2018

Top 3 wesites to Download free books

Download books

Aaj mein aapko koch aisi website k barey mein bataon gha, jaha se aap kese kisi b books ko free mein aap apney smartphone per download kar saktey ho.
Is website ka name hai pdfdrive.com .

1). Pdfdrive.com


Yaha se aap Total 21 category mein Books download kar pao gaye ok. wo b totaly Free mein ,Aur aapko login karney k b zaroorat nahi.
Nichey aap dekh saktey ho iski sari category k naam.

All category

Academic & Education ,Art, Most Popular,
Biography, Business & career, Children & Youth,
Fiction & Literature, Health &Fitness, Lifestyle, Personal Growth, Politics & Law, Religion, Science & Research, Technology.

Aur aap iska ye screenshot b dekh lo.
Mein aapko yaha se download ki hoi , 
Do 2 Most popular books ka links aapko dera ho jiney aap download kar saktey ho ,Aur  is website ko b aap dekh pao gaye.

Book 1.  How to talk to anyone " is book ka


download link Green color mein.
Link 1 ..Click Here ....To....Download....



Book 2."How to devlope a perfect memory"




Link 2 ..Click Here ....To....Download....


2). Bookboon.com


https://bookboon.com/en/textbooks-ebooks

3). Allitebook.com


http://www.allitebooks.com/computers-technology/page/5/

Dosto ye site b kafi achi hai .
aap ek bar in sab ko check karein muje yaqeen hai ,
aapko ye sari website  kafi kaam deney wali hein, agar aap books pardney k shokeen ho .



Thanks! Friends!


Like karna or comment karna mat bolein plz share karein aapno dosto ko .
                         
                          Page next..



Monday, 3 September 2018

Learn English in urdu pdf |English sikho" 100 din "mein ,Easy English to Urdu"149mb pdf format book".

 " welcome" Hi Friends kese ho aap log?

Friends agar aapki English language weak hai ya
aapko bilkul b ni aati ,jiski waja se aapko kafi dekto
kaa samna karna pardra hai.

 Aap sab jantey hee ho k English janna kitna zaroori hogaya hai aaj k time mein aur aagay k liye b .
Iss leye zaroori hai k English bolna ,pardna ,likna ,sabko seekhna  chaye ."aaj" mein iska ek acha  aapko ek esi book k barey mein bataon gha jiski
 help se ,aap English seekho gay Urdu language mein
wo b sirf 100days mein . ye book aap  149mb "PDFformat"mein download kar saktey ho .iska link mein aapko niche mil jayegha .

Book name :Rapidex English Speaking Course in Urdu
Size:(145.07mb).
pages:(448).

01.Download link: click here to download

 
                                  02

             Book  2  English Grammar in urdu "


 "English Grammar in urdu "

Friends aapko mein ek aur pdf English grammar book ka link b dera ho .
Jiski help se aap tenses sikh pao gaye  urdu mein.
"English Grammar in urdu" useful  sabit hogi aapke leye.

English urdu tenses .

pages :(34).
size :(2.10mb).
Download kare "English Grammar in urdu"

02.Download link : click here to download.

                 03


Download kare
"Electrician Courses Book in Urdu"
         
                           page next




Sunday, 2 September 2018

Electrician Courses Book in Urdu





            Electrician Courses Book in Urdu



 Welcome! friends!

Agar aap Electrician course urdu mein karna chatey ho to, aaj mein aapko ek
book ka link dongha jiske koch screenshot aap oper dekh saktey .
ye book 8.7mb PDF format mein hai ,jiske help se aap koch dino mein basic Electronic
k bare mein janjao gay .


Aur ye "PDF Bilkul free mein hai.
Iss book se aap  basic knowlodg le saktey ho.
Iss pdf book mein aap ye
"topics"
sikho gay.

ic Electrical Symbols
Room Wiring
Making an Extension box
Power Inverter voltage Chart
Outlet and Socket
Voltmeter Wiring Diagram for AC and DC
Transformer
What is Current read in Urdu
Single Phase Supply and wiring
Home wiring
Board Banane Ka Tariqa
Two-way switching Ka Tariqa
Main Switch and Circuit Breaker
Earthing and Connection
Safty and Fuses
Learn C.P.R in Urdu

Download kare jo link mene niche diya hai os per
click karein. click kartey hee aapko is pdf book ka
download links mil jayein gay .or phir aapko waha
3 links melein gay jin mein se aapko link one per
click karna hai .
Aur ye pdf file download ho jaye gi.

Agar koi mistake hoi ho to plz comment mein batayein.

Thanks you friends .


Download pdf

https://iqbalkalmati.blogspot.com/2017/09/electrician-courses-book-urdu-pdf.html?m=1


Ek Asi App Jis Ki Help Se Aap Agar Koi Apps Bnao Gaye Aapko "Code" Likhe Ki Zaroorat Ni Parde Gi ,Same Android Studio Ki Tara.

Bnaye Aapna Khud K Apps Bina Code Likhe. Hi Friends ! Aaj Mein Appko Ek Asi Apps k Barey Mein Btaney Jara Ho, Jiski Help Se Aap Koi B ...